Poems SMS

latest poems sms & text messages

 
 
  • Mein aur meri Tanhai

    Rehtay hain sath sath main or meri tanhayi

    kartay hain raz ki battayin main or meri tanhayi

    Din to guzar jata hay logoun ki bheer main

    karty hain basar rat main or meri tanhayi

    Aye na yad kabi tumhain bhool kar be hum

    karty hain tumhain yad main or meri tanhayi

    Sansoun ka kya brosa kab chour jain sath

    magar rahain gay sath sath main or meri tanhayi.


Leave a Reply

 
Girls Mobile Numbers