Sad SMS
latest sad sms & text messages
Sad SMS & Text Messages
Innocent Love
Apr 9
Mujay aaj bhi Yaad hy wo sardio ki shaam,
Jab usne dheery sy mera hath pakra,
Aur meri ankhoon main dekh kar kaha K,
Tumhary hath bohat garam hein, aur ye Wafadar Logo ki nishani hoti hy,
Main bohat khush tha,
Itna khush tha k, ye b bhool gia k us sham,
Us k hath kitnay sard they.Uski Hansi
Apr 8
Wo janta tha us ki hansi mujhey pasand hai “DOST” …!!
Us ney jab bhi Dard diya muskuratey huwey diya ..!
Laut Aa
Apr 5
Mery Tooty hue dil man wo basa hai ab b!
Lout Aa k mery dil mein Jagah hai ab b!
Usko apni Jafaon se Shikayat ho na ho?
Hum ko to apni Wafaon se Gila hai ab b.Hamara Aashiyana
Mar 28
Beet jate hain jo zamane nhi aaty,
AAty b hain to woh log purane nhi aaty,
Kuch is kadar bikhra hai AAshiyana hamara!
Jahan panchi b raat bitaane nhi aaty.
Apno ki Inayat
Mar 25
Uss zakhm k bharny me kuch dair tou lagti hai MOHSIN!!!
Jis zakham mein shamil ho kuch apno ki inaayat…!!
Koi Baat Nae
Mar 24
Fasly itny to na phly hoa krty thay
Man whi hon jsy tm”apna”kaha krty thay
Tm agr bhol gy Hmko to koi bat nhi
Zakham to pehly B es dil pe lga krty thay.
Kaun Jaane?
Mar 20
Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,
Zindagi ki akhari sham aa jaye,
Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,
Hamari zindagi apke kam aa jaye.



