Shayari SMS
latest shayari sms & text messages
Shayari SMS & Text Messages
Nigahen
Jan 23
Jab dekho mjhe to apni nigahen tham k dekhna
Kahain meri dard bhari nigahon se tumhain mohabat na ho jaye.
Bas Teri Yaad
Jan 22
Meri yadasht ka mehwer hy teri yad Mohsin’
Phir Q darty ho k mai bhula doon ga tumhain
Wafa ki Laaj
Jan 21
Wåfå ki låj hum wåfå se nibhåenge. Chåhton k deay hum khon se jålåenge,
Kabi jo guzårnå ho åpko dushwar råston se.
Phool bån kr hum åpki råhon me bikhr jåeng.Aisa hota hai pyar
Jan 18
Kabhi hasa deta hai, kabhi rula deta hai
Asia hota hai pyar
Kabhi milwa deta hai, kabi bichadwa deta hai
Asia hota hai pyar
Sagar par hai Lehro Jaisa, Dhoop jalta sona jaisa
Aisa hota hia pyar
Ek jhalak ke intjaar ke baad, Hazzron aansu bahana
Asia hota hai pyar…Pilane ka shok
Jan 18
Na peeney ka shok tha na pilane ka shok tha
hame to sirf nazre milane ka shok tha
par kya kare nazre hi unse mila baithe
jinhe nazro se pilane ka shok tha.
Aadat Mujhe Bhi Hai
Jan 16
In khoey Hoy Ansuon Se Aqidat Muje b he,
Teri Trha Zindagi Se Shikayat Muje B he,
Tu Agr Nazuk He To Me B Nai Pathar,
Tanhai Me Ro Dene ki ADAT Mujhe B Hai.
Ranjishein
Jan 16
Fursatain Milain Jab B Ranjishain Bhula Dena,
Kon Jany Sanson Ki Mohlatein Kahan Tak Hain.



